Book Set Contains 1 unit of each of the following Books:
1. NCERT Vigyan for Class 6
2. NCERT Vigyan for Class 7
3. NCERT Vigyan for Class 8
4. NCERT Vigyan for Class 9
5. NCERT Vigyan for Class 10
(All books are 100℅ original and as per the latest NCERT syllabus. Prices includes Rs. 32 per book mandatory binding charges.)
Jab muhhe parcel mila pheli baat ye me 3 din me hi parcel ghar aagya parcel khokne par bhut hi behrtrin pacing ki thi bubbles bali kitaben damage se bachane ke liye kafi had tak amazon aur flipkart se achi inki packing thi dusri ye ke har books par binding lgi hai jise ye books 5 saal tak toh chlengi aur bhut hi khubsurat lamentation hai white color ka jo aap dekh nhi paate honge photo me mai ab se yahi se books magunga maine testing ki books original hai ki nhi tih pta chlta hai ki books ke page par light marne par ncert ka logo dikhta hai wo ye sabit krtahai books bilkul original hai ab mai yahin se sari books mangaunga mahengi ho koi chinta nhi aap books original toh bechte ho aur aapki books itni achi trah aati hai packing me ye toh aapke jayaz paose hai hum par
Best 👌
NCERT Vigyan Books Set of Class -6 to 10 for UPSC Exams (Hindi Medium)
मैंने पुस्तकें मंगाई और उन सभी पुस्तकों में बाइंडिंग और कवर लगा हुआ था जिसे देख कर बहुत ज़्यादा ख़ुशी हुई ऐसे लगा मानो मैंने अपनी ही पुस्तक ऑनलाइन मंगाई हो जिसे इतना सहेज के और सम्हाल कर भेजा गया हो मुझे 👌🥰